Tuesday, May 1, 2012

Poetry Picture,Tere hath ki

Tere hath ki kash main wo Lakeer ban jaun.

Kash main tera muqaddar teri taqdeer ban jaun.

Main tujhe itna chahun k tu bhool jaye har rishta.

Sirf main hi tere har rishtay ki tasweer ban jaun.

Tu Aankhain band kare to Aaun main hi nazar.

Is tarah main tere har khuwab ki taabeer ban jaun..!!

0 comments:

Post a Comment