Poetry Picture,Kabhi jo hum nahi
Kabhi jo hum nahi honge....
Kaho kis ko batao gay...
Wo apni uljhanien saari....
Wo becheni me doobe pal...
Wo aankho me chupe aansu.....
Kise phir tum dikhao gay.....
Kbhi jo hum nahi honge.....Bohat bechen ho gay tum.....
Bohat tanha reh jao gay ..... Abhi bhi tum nahi samjhay.....
Hamari an kahi baatain.....
Mgar jab yaad aayen ge Bohat tumko rulaayen geie ...
Bohat chaho gay phir bhi tum...
Hamain na dhoond paao gay....
KABHI JO HUM NAHI HONGAY...)
kaho kis ko batao ge.
Related Posts
Poetry Picture,Kitni aziyat se
kitni aziyat se mujhe usne bhulaya hoga meri yaad ne usey khoob rulaya hoga baat be baat jo aankh uski jhalki hogi usne chehre ko baazuon mein chhupaya hoga socha hoga usney din mein kai baar ... readmore
Poetry Picture,Usey apni farda
Usey Apni Farda Ki Fikar Thi, Woh Jo Mera Waqif-e-hal Tha, Woh Jo Us Ki Subh-e Urooj Thi, Woh Hi Mera Waqt-e-zawal Tha. Woh Mila To Sadyoon Kay Baad Bhi, Meray Lub Pay Koi Gila Na Usay Meri Chup ... readmore
Poetry Picture,Khatam apni chaahaton
Khatam apni chaahaton ka silsila kesay hua tu to mujh men jazb tha mujh say juda kesay hua woh jo teray aur meray darmayan aik baat thi aao sochen shehar us say aashna kesay hua chubh gaeen seen ... readmore
Poetry Picture,Kuch to Ae yaar
Kuch to Ae yaar elaj-e-ghum-e-tanhai ho Baat itni b na brr jaye k ruswai ho Jis ne b mujhko tamasha sa bana rakha hy Ab zarori hy wohi aankh tamashai ho Dobne wale to aankho se b kub nikle hain ... readmore
Poetry Picture,Usse mujh se
Usse mujh se muhabbat hai wohi takraar lufzoo ki wohi undeishey furqat k wohi anjaan c dastak wohi her bat pe ranjish wohi her bat pe lerna wohi likhna hamara nam bey rahem mojo pr hamare samne ... readmore
0 comments:
Post a Comment